People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Ummeed - 1
Singer: Babbu Maan
Music: Vijay Verma
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/umeed-reprise/OQwvfyFiRQU
Video:
Chalo geet umeed ka gungunaye,
Yahaan ko khushi ki koi dhun sunayein,
Chalo geet umeed ka gungunaye,
Yahaan ko khushi ki koi dhun sunayein,
Aa baantein hasi aa khuda koi manayein,
Rabb niche aaye…

Nayi ek shuruaat honne do apni,
Bss insaniyat zaat rehne do apni,
Mohabbat mohabbat zubaan pe ho apni,
Lagge chot tumko ho numm aankh apni..

Bhale din bhale lamhein aayenge fir se,
Haseen yaad milkar bnayeinge fir se,
Yeh dunia brhi khoobsurat jagah hai,
Tabhi toh khuda ne humein yeh diya hai..

Aman aur sukoon zindagi ka bhi hakk hai,
Fizayon mein bhikhrayenge inko hum tum,
Zameen aasmaan hai ussi ki nishani,
Milkar inhein fir se jaayenge hum tum,
Samander samander khangalenge hum tum,
Paharhon ko milkar tarashein ge hum tum,
Tarashein ge hum tum,
Yeh tauba hai kall ka chalo denge hum tum…
Yaqeen
Music: Vijay Verma
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/yaqeen/NCQCVTlXZQc
Video:
Yaqeen aise toota bhram apna loota
Ye samjhe the hum ke watan hai hamara tumhara

The tinke ki galti gharonda hi toda
Ye samjhe the hum ke ye ghar hai hamara tumhara

Ye zinda chitaayein ye murda duayein
Kahin tir o nastar kahin chikh o aahein
Ke insaan se insaan bachta firey maara maara

Maao ke sir se cheeni hai chadar
Bilakhte ye nanhe besaaya beghar
Maao ke sir se cheeni hai chadar
Bilakhte ye nanhe besaaya beghar

Kamzor kaandhe pe aulaad ke sang
Rakshak bhi hai tu aaj raavn ke afsar
Ki daaman hi insaaniyat ka hua para para

Lashon ko bhi lootne ye lage hain
Jeevan ke saude bhi hone lage hain
Lashon ko bhi lootne ye lage hain
Jeevan ke saude bhi hone lage hain

Hai aag harsu magar dil andhere
Padosi padosi se darne lage hain
Wo vishwas gum hai kahin chup gaya haara haara

Har mod per ek kaatil khada hai
Wo ghaat mein bus isi ki laga hai
Har mod per ek kaatil khada hai
Wo ghaat mein bus isi ki laga hai

Ke kab ek lahu dusra khoon bahaye
Mitti ka ek tan kab duja dhaaye
Ki aangan ki gita ka har ek sabak kara kara.
Andhere
Singer: Asha Bhosle
Music: Vijay Verma
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/andhere/Jj4xax10Gn0
Video:
Hai putr dar de nahi

Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi
Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi

Zara dum lo palak moondo
Abhi hoga savera bhi
Abhi hoga savera bhi

Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi

Sitaron ko zara dekho
Wo tim tim jhil milate hain
Udhar dekho wo chanda mama
Bhi toh muskurate hain
Shama bhi toh badi hai roshan
Ujaalo ka hai ghera bhi
Ujaalo ka hai ghera bhi

Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi

Aye nindiyan zara ghal ja
Mere nanho ki aankhon mein
Haseen sapne bhi le ke
Aa zara kal ke in aankhon mein
Ke jab hogi sabhi khushiyaan
Aman ka hoga dera bhi
Aman ka hoga dera bhi

Andhere ka hai kyu ye darr
Hai mehmaan andhera bhi.
Maula Mere
Music: Vijay Verma
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/maula/FiBaRiF8B1Q
Video:
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai
Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai
Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai

Sab adhoorey tu hi salim hai
Sab adhoorey tu hi salim hai
Maula mere harsu tere nishaan
Maula mere harsu tere nishaan

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Gair bhi apna sa paaye
Zindgi khusboo ban jaaye
Dosti wo shabnamm barssaye
Ek dil ko hi de de aisa jahan
Maula mere harsu tere nishaan
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Dekh auro ki khushi ko
Rok paaye na bekhudi ko
Dekh auro ki khushi ko
Rok paaye na bekhudi ko
Yu bhi samjha hai bandgi ko
Unse hi toh hai kayam hai ye jahan
Maula mere harsu tere nishaan

Nafraton ke darmiyan bhi
Koyi nikle meherbaan bhi
Jo luta de apni jaan bhi
Aise bhi toh dilwale hain yahan
Maula mere harsu tere nishaan

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula.
Chalo Geet Ummeed
Singer: Javed Ali
Music: Vijay Verma
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/umeed/Rx0leTkDW18
Video:
Chalo geet umeed ka gungunaaye
Jhaan ko khusi ki koyi dhun sunaayein
Chalo geet umeed ka gungunaaye
Jhaan ko khusi ki koyi dhun sunaayein

Aa baatein hasi aa khuda ko manayein
Rab lijiye aaye

Nayi ek shuruaat hone do apni
Bas insaaniyat jaat rahne do apni

Mohabbat mohabbat jubaan pe ho apni
Lage chot tumko ho nam ankh apni

Bhale din bhale lamhe aayenge fir se
Hasi yaad milkar banyenge fir se

Ye duniya badi khoobsurat jagah hai
Tabhi toh khuda ne hame ye diya hai

Aman aur sukoon zindgi ka bhi haq hai
Fizaon mein bikhrayengey inko hum tum
Zameen aasmaan hai usi ek nishani
Milke inhe fir sajayenge hum tum
Samande samander khangalengey hum tum
Pahadon ko milkar tarashengey
Ye tohfa hai kal ka
Chalo milke denge hum tum.
Rabb De Bande
Music: Vijay Verma
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/rabb-de-bande/ASkbRU1bB2k
Video:
Hmmmmm…..
Khabon ko tarash ke duniya sazayein
Diye mein doobi baati se sooraj ugaayein
Khabon ko tarash ke duniya sazayein
Diye mein doobi baati se sooraj ugaayein

Chhod ke kaliyaan ke gam ko khushiyaan manaayein
Tod ke ander ke raaven ko fir se jalaaye

Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey

Hoslon ke pankhon se udte jaayein
Manzilon ke aagey bhi rastey banaye
Hoslon ke pankhon se udte jaayein
Manzilon ke aagey bhi rastey banaye

Thhan le apni zid ko khud se haraaye
Kaat de apni ……

Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain

Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey
Rab de bandey rab de bandey

Kadmon ko na roke ho jaisi hawayein
Aandhiyon ko rok de ho aisi adaayein
Kadmon ko na roke ho jaisi hawayein
Aandhiyon ko rok de ho aisi adaayein

Bhatke mann ko kaabu kar de de dishayein
Galat walat jo hone de wo ankhon waale andhe hain

Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain
Kuch maade hain kuch changey hain
Hum sab rab ke bandey hain

Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Bandey rab de bandey
Ho rab de rab de rab de
Bandey.